Koi Na Koi Naata Hai Lyrics - Prem Geet -3 Songs lyrics Jubin / Pawandeep

Song Details :

Title : Koi na Koi Naata Hai

Singer : Jubin Nautiyal

Lyrics : Ruby Fulara / Subhash Kale

Music : Pawandeep Rajan

Movie : Prem Geet 3



Lyrics in Roman :


Jab bhi tumhein dekhoon toh

Chain mil jaata hain

Jab bhi tumhein sochoon toh

Sansein tham jaati hain


Pyaasi nigaahein hai aur

Tadapata hain yeh dil

Bas tu mujhe mil jaaye

Yahi chahata hain dil


Haan tu wahi hain jisse

Dil chahata hain

Itna bata tu mujhko


Kyun dil yeh baar baar

Keh raha mujhse

Koi na koi naata hai

Mera tujhseKyun dil yeh baar baar

Keh raha mujhse

Koy na koi naata hai

Mera tujhse


Kab se main baitha hoon

Tere intazaar mein

Kuchh ishara toh de mujhe


Haan tere bina ek pal bhi

Jeena hain mushkil mera

Kaate kaate na raatiyan


Haan tu wahi hain jisse

Dil chahata hain

Haan tu wahi hain

Meri jaan


Kyun dil yeh baar baar

Keh raha mujhse

Koi na koi naata hai

Mera tujhse


Kyun dil yeh baar baar

Keh raha mujhse

Koi na koi naata hai

Mera tujhse


Aa jaaye jab bhi tu

Mere samane kabhi

Sansein tham jaati hai meri


Ho jaaunga main shaamil

Teri dhadkano mein

Dil banke ab main tera


Meri nigaahon ne

Tujhe hi basa liya

Ab nazara hain tu mera


Kyun dil yeh baar baar

Keh raha mujhse

Koi na koi naata hai

Mera tujhse


Kyun dil yeh baar baar

Keh raha mujhse

Koi na koi naata hai

Mera tujhse


Official Music Video :



Reactions

Post a Comment

0 Comments